Dil Se

Dil Se

Sunday, July 31, 2011

Tum Bin



Kaise jiyenge tum bin,
ye khayal to kiya hota,
jo dard saha humne vo kabhi tumne bhi saha hota
bas chal diye daaman chuda ke,
begano ki tarah
kam se kam hass ke ek bar alvida to kaha hota.”

No comments:

Post a Comment