Dil Se

Dil Se

Monday, February 21, 2011

Itna Na Tadpao Mujeh ....!!


Itna na tadpao sanam baatee badal badal ke
aur mujh se door na jana rastee badal badal ke
Dhonda hai tum ko maine na jaane kahan kahan
Tum kabhi to nazar aao adayeen badal badal ke 
Meri zindagi hai tum se kahin tum badal na jana
maine zindagi  guzari hai sanam sambhal sambhal
ke
  
Tu ne to na kiya kabhi yaad mujhe is tarha
Mai ne raatein guzari hain teri yaad mein karwat
badal badal ke
  
Tum jo juda hoge mujhse ek din  to aye sanam
Sunlo mera janaza jayega phir kaandha badal badal
ke
Dewangi mein teri hum ne khud ko be-qaraar kar
rakha hai
Meri zindagi se na jaana sanam kabhi irade badal
badal ke
      
Sochte hain Nazz hum ki ab bhool jayein use
Kyoun ki wo rehta hai ab Aashiyana badal badal ke
 

No comments:

Post a Comment